LYRICS Wafa Na Raas Aayee | Jubin Nautiyal
LYRICS Wafa Na Raas Aayee | Meet Bros Feat. Jubin Nautiyal | Himansh K,Arushi N Meet Bros | Rashmi | Jan Florio
LYRICS : Roun Ya Hansun Teri Harkat Pe Ya Phir Teri Taarif Karoon Mere Dil Se Tu Aise Khel Gaya Ab Jee Na Saku Mar Bhi Na Saku Teri Zehar Bhari Do Aankhon Ki Mujhe Chaal Samjh Mein Na Aayi Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Sadiyon Yeh Zamana Yaad Rakhega Yaar Teri Bewafai Wafa Na Raas Aayee Tujhe O Harjai Waadon Ki Lashon Ko Bol Kahan Dafnaun Waadon Ki Lashon Ko Bol Kahan Dafnaun Khwabon Aur Yaadon Se Kaise Tumko Mitaun Kyun Na Main Tujhe Pehchan Saka Sach Tere Nahi Main Jaan Saka Tere Noor Se Jo Raushan Tha Kabhi Uss Shehar Mein Aag Lagai Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Sadiyon Yeh Zamana Yaad Rakhega Yaar Teri Bewafai Wafa Na Raas Aayee Tujhe O Harjai Jis Jis Ko Mohabbat Raas Aayi Woh Log Naseebon Wale The Taqdeer Ke Hathon Haar Gaye Hum Jaise Jo The Sunn Yaar Mere Oh Harjai Hum Thode Alag Dilwale The Par Jaisa Socha Tha Humne Tum Waise Na The Tune Waar Kiya Sidhe Dil Pe Aur Palak Bhi Na Jhapkayi Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai

Posting Komentar untuk "LYRICS Wafa Na Raas Aayee | Jubin Nautiyal "
Posting Komentar
Give us your feedback!